Maheshwari Jat

From Jatland Wiki
Jump to navigation Jump to search

Maheshwari Jat (महेश्वरी जाट) is a village in Nagina tahsil in district Bijnor of Uttar Pradesh.

Gotras

Dalal

History

is tarah haryana se uttar Pradesh me dalal( dalwal) gotra ke kuch log aye aur ganga par kr ke bijnor jile me maheshwari jat gao me aakar bas . Nagina thesil me 5 gao ke jamidar rahe..or maheshwari gao ke ch.genda singh bhut mashur the unhone british gov ke samme unne prabal cunoti dete hui jilal addalat me 3 din tak raj kiya.is wajha se vo pure jile me mashur ho gaaye.unke bhai ke ladke ch.jogindra singh jo ki shab ke naam se mashur the or jile ke bade farmer the.unke chachere bhai ch.sher singh or umed singh .jile ke mashur veyakti the. Maheshwari jat ke jamidari itni mashur thi ki aaj bhi unka mohla ko.log padhano ke mohle ke naam se pukrte hai.

Demographics

Notable persons

  • Ch.genda singh dalal
  • Ch.bala singh dalal
  • Ch.budh singh dalal f/o - ch .joginder singh ,ch.primendra singh,or ch thipendra singh
  • Ch.sher singh dalal - f/o- komal singh or ram narayan singh
  • Ch.umed singh dalal
  • Ch.mher singh dalal

Written by-

  • Ch.preshak singh

= External links

References



Back to Jat Villages